May 12th, 2018
Ism Islam mein aham darja rakhte hai. Har ek nam ke adad maujood hai. Ilm ul adad se ilaj bhi mumkin hai. Aur kisi insan ki paidaish ke din ke adad jodkar aur uska hisab laga kar khas natije par pahucha ja sakta. Naam Ke Adad Nikalna bilkul asan hai. Yahan is naam ke adad ke Fehrist (chart) bhi dekhiye aur seekhiye. Tamam gharwalon ke nam ke adad nikaliye aur kisme kya khas hai janiye.
﷽
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
Naam Adad Ke Adad Nikalna in English
SeeHow to Pray Salat Tauba-Salatul Taubah Ki Namaz Ka Tarika here!
One can learn to extract Islamic names according to ‘adad’ or numbers. Numbers played a vital role in this universe. Alhamdulillah. They have their own world. Everyletter has it’s own number in Islam. They have their own effects. We can name a child on this basis.
Numbers have their own significance. In our day to day routine. Islamic recommendations for worshipping and ways to perform a particular action, every thing has it’s own set of numbers. SeeGusse Ki Dua-Tension Khatam Karne Ki Dua here!
For example:
- Drink water in 3 sips is one of the Sunnah.
- Obligatory prayers are five in numbers.
- Ablution includes every action three times. Beyond three times it becomes detestable.
- Generally, most of the muslims know this fact thatthe total ofBismillah hirRahman nirRaheem is 786. To check you can calculate from the below chart.
- Golden ratio in Islam which isPhi (1.618). Attached with the Mystery of Kabah.
- What Qur’an says (few hints):
- ‘Samaawate Wal Ard’. The heavens and the earth’ (Qur’an 24:35)Sky has been mentioned in the plural form in The Holy Qur’an whereas the earth has been mentioned only in singular form. This denotes, there are more than one sky and one single earth.
- Spending (Sadaqah) mentioned 73 times and Satisfaction 73 times.
- Hardship 114 times and Patience 114 times.
- Calamity 75 times and thanks 75 times.
- Angels 88 times and Satan 88 times.
- Prayers 5 times, Month 12 times, and Day 365 times.
- Life 145 times and Death 145 times.
- Benefit 50 times and Corrupt 50 times.
- Muslimeen 41 times and Jihad 41 times.
- Gold 8 times and Easy life 8 times.
- Magic 60 times and Dissuasion or Slander (Fitnah) 60 times.
- Mind 49 times and Noor 49 times.
- Tongue 25 times and Sermon 25 times.
- Desire 8 and Fear 8 times.
- Sea 32 times and Land 13 times.
Subhan ALLAH, and there are a lot more to convey what Qur’an says.
Mohabbat ke liye Taweez-Make Someone Love You
To calculate the portion of Sea (water) on the Earth
When you sum up Sea (water) and Land= Sea(water) + land= 32+13= 45
Therefore, derive it’s percentage by dividing Sea (water) with the total (Sea+Land) and mutliply it with 100= 32/45X100=71.11111111% [the share of sea (water) on entire earth].
Andto calculate the portion of Land on the Earth
Therefore, to calculate it’s percentage by dividing the Land with the total (Sea+Land) and mutliply it with 100 = 13/45*100 = 28.88888889%[the share of Land on total earth].Pul e Sirat Ka Safar-Pul Sirat Par Guzarne Me Kamyab Hone Ke Aamaal
How to Calculate Name Number in Islam?
Let’s calculate the number of this name- alimranraza
- Firstly we have to check the letters in this name;
- Alif, Laam, ‘Aiyn, Meem, Rae, Alif, Noon, Rae,Dwaad andAlif;
- Now check the numbers of individual letters;
- Alif=1, Laam=30, ‘Aiyn=70, Meem=40, Rae=200, Alif=1, Noon=50, Rae=200, Zwaad=800, and Hey=5. Total of all alimranraza is ‘1397‘
- So in this way you can calculate the total numbers of your name also.
Ilm ul Adad Chart
Benefits of Name Number Calculation
- This can be used while you recite any particular wazifa. For example- If in any particular wazifa, you have been directed that you have to recite the surah as per your name’s number. In such cases you have to calculate the total of your name’s number. You can recite the wazifa in the number.
- If you have to pay a Zakatbeforeperforming any wazifa. You can the total numbersaccording to your name and make a grand total and pay that amount as Zakat.Dua for Getting Pregnant-Success Proof
- Another form of Zakat is to offer any food to animal to eat. You have to make a balls of flour and then let the fishes in the pond or river eat them. As per your name’s number, say 305 here, therefore you can make 305 flour balls for fishes to eat.
- Few scholars extract Faalnama from the name numbers. Though, it is unlawful in Islam.
Naam Adad Ke Adad Nikalna inRoman English
Adad kibahot bhi khas jagah hai hamari Islam Inka bhi apni ek alag hi jahan hai. har ek huroof ka ek alag adad. Inke apne asraat hote hai. Hum hamari aulad ke naam bhi inki madad se rakh sakte hai Alhamdulillah. Adad jese ke panj waqta namaz mein 5 adad, wudu mein har ek kam jese hath dhona sab 3 martaba aur agar 3 martaba se zyadah ho jaye to makrooh ho jata hai.
Aur na jane kitne aur kayi masle masaail hai jinme baghair adad ke kuch hasil nahi ho pata. Jab hum Bismillah hirRahman nirRaheem ke tamam adad ko jode to ata hai 786 jiska ki islam mein waqayi bahot maqaam hai.How to Pay off Debt Fast Solve Financial Crisis
Naam ke adad nikalna sikhna behad asan hai. ‘Adad’ urdu mein ‘numbers’ ko kehte hai. Adad puri qaynat mein ek aham darja rakhte hai. Inki apni ek duniya hai. Qaynat mein har ek shay ke rishta kisi adad se hai. Usi tarah se har ek huroof ka bhi khas adad muqarrar hai.
In adad ko doondh kar ham kisi khas natija par pahuch sakte hai. Rozana ke mamool mein bhi in adad ka khas darja paya gaya hai. Qaynat mein adad ka wajood kaise chhupa hua hai parhte hai.Dil Se Mohabbat Nikalne Ka Wazifa-Kisi Ko Bhulane Ki Dua yahan dekhiye.
Misal ke taur par:
- Peene ke pani ko teen (3) ghoont mein peena chahiye, Sunnat hai.
- Farz namaz panch (5) waqt ki hai.
- Wuzu mein har ek harkat pani se dhone ki teen (3) martaba dohrani hoti hai. Usse zyada karne se makrooh ho jata hai.
- Aam taur par, momin ko ilm hogaBismillah hirRahman nirRaheem ke adad jodkar786 ata hai. Niche diye hue chart se dekh kar hisab laga lijiye.
- Islam mein Sunehri nisbat (tanasub) jise ‘Phi’ bhi kaha jata hai jiski wasf 1.618 bhi hoti hai. Ye Kabah ke raaz se juda hai. Jise angrezi mein golden ratio bhi kehte hai.
- Qur’an-e-Pak kya kehta hai? (kuch ishare):
- ‘Samaawate Wal Ard’. Aasmaano aur Zameen (Qur’an 24:35) Qur’an-e-Pak mein ek se zyada aasman ki tarah ishara kiya gaya hai. Yani ek se zyada aasman wajood mein hai. Aur ek hi Zameen ka ishara kiya gaya yani ek hi zameen wajood mein hai.
- Qur’an-e-Pak mein kharch (Sadaqah) ka 73 martaba bayan hai aur Taskeen ka 73 martaba zikr hai.
- Qur’an-e-Pak mein musibaton ka 114 martaba aur Sabr ka 114 martaba zikr hai.
- Qur’an-e-Pak mein Aafat ka 75 martaba aur Shukr ka 7 martaba zikr hai.
- Qur’an-e-Pak mein Farishton ka 88 martaba aur Shaytan ka 88 martaba zikr hai.
- Namaz ka bayan 5 martaba hai, aur maah ka 12 martabah, aur dinon ka 365 ka zikr hai.
- Zindagi ka bayan 145 martaba hai aur Maut ka 145 martaba zikr hai.
- Fayda ka bayan 50 martaba aur bud unwani ka 50 martaba.
- Qur’an-e-Pak mein Muslimeen ka bayan 41 martaba hai aur Jihad ka 41 martaba.
- Sona ka bayan 8 martaba aur Asan zindagi ka 8 martaba zikr hai.
- Jadu ka 60 martaba aur Fitnah 60 martaba zikr hai.
- Dimagh ka bayan 49 martaba hai aur Noor ka 49 martaba zikr hai.
- Zubaan ka bayan 25 martaba aur Sermon 25 martaba zikr hai.
- Khwahish ka bayan 8 martaba hai aur Darr ka 8 martaba zikr hai.
- Samandar ka bayan 32 martaba aur Zameen 13 martaba zikr hai.
Subhan ALLAH, Har ek shay kisi na kisi adad se bandhi hui hai. Bas hamein isse janne ki der hai. Ghaib mein na jane kitne raaz hai base hue.
SeeWazifa for Rizq in Englishhere
Zameen par Kitna Pani hai Iska Hisaab Kaise Lagaye?
Jab ap Samandar ke adad ko zameen ke adad se jod denge= 32+13= 45
Isliye, feesad nikalne ke liye Samandar ke Pani ko kul (yani samandar ka pani+Zameen) se taqseem kar denge. Phir isme 100 se zarb denge= 32/45X100=71.11111111% (Samandar ke pani ka zameen par hissa).
Zameen par Zameeni Hissa Kitna hai Iska Hisaab Kaise Lagaye?
Jab ap Zameen ke adad ko Samandar ke adad se jod denge= 32+13= 45
Isliye, feesad nikalne ke maqsad se zameen ke adad (13) ko kul (yani samandar ka pani+Zameen) se taqseem kar denge. Phir, isme 100 se zarb denge= 13/45*100 = 28.88888889%[Zameen par kul zameeni hissa].
To maqsad yahi hai ke Qur’an-e-Pak mein bhi adad ke ishare diye hue hai. Aur isi tarah se har ek ism ka adad hota hai. Chaliye ilm-ul-adaad ki roshni mein ism ke adad ke bare mein parhte hai.Get a Dream Job Rizk and Bad Debts Recovered yahan dekhiye.
Ap bhi isi tarah se apne naam ke adad nikal sakte hai.Niche diya hua naqsh dekhiye.
Naam Ke Adad Kese Nikalna Hai?
Farz kijiye naam haialimranraza
Ab hum is naam ke adad maloom karna dekhte hai.
- Sabse pahle hum iske ek-ek huroof nikale.
- Uske baad hum iske huroof ke alhaida-alhaida adad nikale.
- Jese ke Alif, Laam, ‘Aiyn, Meem, Rae, Alif, Noon, Rae,Dwaad andAlif.
- Fir hum inke adad nikale.
- Alif=1, Laam=30, ‘Aiyn=70, Meem=40, Rae=200, Alif=1, Noon=50, Rae=200, Zwaad=800, and Hey=5. Kul milakar sab hurooof ke adad hai ‘1397‘.
- Isi tarah se apko apne nam ke huroof nikalne hai, uske in huroof ke ek -ek adad nikalne hai aur fir akhir mein in sabko ek-ek karke jodne hai.Dua for Job Success-Powerful Wazifa to Get a Job Fast-Testimonials
Ilm-ul-Adad ke Fawaid:
- Adad se hum kya kya fawaid hasil kar sakte hai jo bahot hi aam fawaid hai wo pesh kiye deta hu insha ALLAH.
Ek Misaal ke Taur par- Agar apko koi surat ya koi bhi dua kisi wazifa mein apne adad ke hisaab se parhni hai to ap adad apne naam ke nikal sakte hai aur uti martaba parh sakte hai Insha ALLAH.Rozi Me Barkat Ki Dua-Dua for Money Barkat
- Din yani tarikh adad se Ilm ul adad ke zariye hisab lagakar larke ya larki ka naam bhi rakh sakte hai.
- Agar kisi wazifa mein apko ye hidayat di gayi hai ke iske karne ke pahle apne nam ke adad ke hisaab se sadaqah ya zakaat de.
- Ek dusri qism ki Zakaat hai jisme ap adad nikal kar janwaro ya fir dariya kimachchliyon ko aate ki goliya khilate hai. Is tarah ke wazifa mein ap adad nikal kar utni goliya aate ki banakar janwaro ko khila sakte hai.
- Kuch alim naam ke adad se faalnama bhi kholte hai. Halanki jahan tak mujhe ‘ilm hai ye haram hai.
Follow yaALLAH Website! yaALLAH Facebook Community: yaALLAH Facebook Community|yaALLAH FB Page | Twitter:yaALLAH Twitter